pyar ki kashty main...
lahroon ki masty main...
pawan kai shoor shoor main...
chalain hum zoor zoor main...
gagan say door....
"D"
pyar ki kashty main...
lahroon ki masty main...
pawan kai shoor shoor main...
chalain hum zoor zoor main...
gagan say door....
"D"
Move this thread to “OUTLAW’S” SECTION..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ahaa.gif
..this will help him out of this crises.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
bechara kiya soochta ho ga. Muje to tars a raha uspar.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif
“kaisay na karta usko main pyar, uski haseen main sukh thay hazaar, bichar gayay hum dukh ki hay baat”
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Pehli Pehli Baar Milata Hai Yahi
Seene Mein Phir Aag Lagata Hai
Dheere Dheere Pyar Sikhata Hai Yahi
Hasaata Hai Yahi, Yahi Rulata Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Saari Saari Raat Jagata Hai Yahi
Ankhiyon Se Neend Churata Hai
Sache Jhoothe Khwaab Dikhata Hai Yahi
Hasaata Hai Yahi, Yahi Rulata Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
"H"
Ho RaMA hooooooooooooooo
HO RAMA HOOOOOOOOOOOOOOO!!!
Hum to Chale Perdes, hum perdesi ho gayeeee,
Chota appna desh..hum perdesi ho gayeee,
Hum to Chale Perdes, hum perdesi ho gayeeee,
Chota appna desh..hum perdesi ho gayeee…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif
Dil Dil Pakistan,
Jaan Jann Pakistan,
Shobe(The Best Cricketer)
giit gaataa huuN main gunagunaataa huuN main
maine haNsane kaa vaadaa kiyaa thaa kabhii
isaliye ab sadaa muskuraataa huuN main
ye muhabbat ke pal kitane anamol hain
kitane phuulon se naazuk mere bol hain
sab ko phuulon kii maalaa pahanaataa huuN main
roshanii hogii itnii kise thii khabar
mere man kaa ye darpaN gayaa hai nikhar
saath ho ab ye darpaN dikhaataa huuN main
Mere khwaabon mein jo aaye, aake mujhe chhed jaaye
Use kahon kabhi saamne to aaye
Kaisa hai kaun hai woh jaane kahan hai
Jiske liye mere hoton pe aah hai
Apna hai ya begana hai woh
Sach hai ya koi afsana hai woh
Dekhe ghur ghur ke, yunhi door door se
Use kahon meri neend na churaye
Mere khwaabon mein jo aaye.....
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh pyaar kaise hota hai
Hey, aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai...........
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh pyaar kaise hota hai......
Tududu dudu dududu tu dudu dudu......
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh pyaar kaise hota hai.
"kaisay na karta usko main pyar, uski haseen main sukh thay hazaar, bichar gayay hum dukh ki hay baat"
haiii ray haiii ray haiii Raba
jeeta jagta taj mahal mera hai na
puray chand ki jis ki shakal meri haina
haii ray haii ray haiii Raba
Rabba mere rabba rabba rabba mere rabba
Is pyaar ko main kya naam do
Rabba mere rabba rabba rabba mere rabba
Bechain dil ko kaise aaram do
Is pyar ko main kya naam do
Tanhaai betaabi teri saugaate hai
Mere in hoton pe bas teri hi baaten hai
Rabba mere rabba rabba rabba mere rabba rabba
Kuch na kahe paane ki yeh kya majboori hai
Nazdeek rehke bhi yeh kaisi doori hai
Khaamosh hoton se kya Paigam do
Bechain dil ko kaise aaram do
Is pyaar ko mein kya naam do
Dil hay ke maanta nahiN
ye beqaraari
kyouN ho rahi hay
ye jaanta hi nahiN...
"N"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
I was waiting for the right moment (this)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Here you go one of my fav. of JUNOON…
.."Neind Aati Nahein, Sari Sari Raat
Koi Tuj Se Kahay, Mere Dil Ki Baat
Aek Tu Jo Nahein, Aaj Mere Saat
Muj Ko Veran Lage,Saari Kaynat
Tere Or Mere,
Rastey Hon Kabhi Na Juda Na Juda Kia,
Jane Koi Zinda Hai Kaise Meri Jan,
Ye Zindagi To Ho Rahi Hai Veran
Tere Bin Hai Jan Aise Badan Mein
Jaise Tanha Ho Panchi Chaman Mein
Neind Aati Nahey, Sari Sari Raat
Koi Tuj Se Khay, Mere Dil Ki Baat
Aek Tu Jo Nahey, Aaj Mere Saat
Muj Ko Veran Lage, Saari Kaynat
Mein To Yehi Chahon,
Dooriyan Na Rahey Dooriyan, Dooriyan
Wo, Aanso Bhari Aankho Me Ghole
Din Raat, To Barishon Me Bhegta Tha
Mere Saath Aanganon Me Jo Saaye Jawan
Thae,
Dhoop Me Log Jalte Kahan Thae
Neind Aati Nahein,
Neind Aati Nahein,
Neind Aati Nahein."
…GUYZ i just LUV YOU
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
“kaisay na karta usko main pyar, uski haseen main sukh thay hazaar, bichar gayay hum dukh ki hay baat”
na tu aaey gi
na hi chain aaey ga
na tu aaey gi
na hi chain aaey ga
meray aangan ki
hari bailooN ka
patta patta
sookhta jaaey ga
na tu aaey gi
na hi chain aaey ga
na tu aaey gi
na hi chain aaey ga...
"G"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
gori hain kalaiyaan
tu laaday mujhe hari hair chooriyan
Chitthi aai hai aai hai
Chitthi aai hai
Chitthi aai hai watan se chitti aai hai
barey dinooN ke baad
hum be-watnooN ko yaad
watan ki mitti aai hay
Chitthi aai hai
Chitthi aai hai aai...
"A"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
aay ho meri zindagi mein tum bahar ban ke
aay ho meri zindagi mein tum bahar ban ke
mere dil mein yoon hi rehna tum pyaar pyaar ban ke..
'k'
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Yeh Ishq Ishq Himmat Hai Yeh Ishq Ishq Kismat Hai
Yeh Ishq Ishq Taaqat Hai Yeh Ishq Dil Ki Daulat Hai
Yeh Ishq Ishq Himmat Hai Yeh Ishq Ishq Kismat Hai
Yeh Ishq Ishq Taaqat Hai Yeh Ishq Dil Ki Daulat Hai
Yeh Ishq Na Mit Paayega Tu Ishq Mein Mit Jaayega
Hai Ishq Mein Mitna Aisa Koi Naya Janam Ho Jaisa
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Tadpaata Hai Woh Tarsaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
(does this mean the next song is with "I" or "H")- confused
y2nad
H
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
HaseenooN ko aatey haiN kya kya bahaaney
Khuda bhi na jaaney to hum kaisay jaanaiN…
“J”
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…
Jadoooooooooo Tereeeeeee Nazar,
Kushboooooooo Teraaaaaaa Badannnnn,
To han Kar,
Ya Na Kar,
To han Kar,Ya Na Kar
Toooooooooooo hai Mere Karannn.
Jadooooooooooo Tereeeeee Nazar,
Kushbooooooooo Teraaaaaa Badannnnn,
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif
Dil Dil Pakistan,
Jaan Jann Pakistan,
Shobe(The Best Cricketer)
Bheegi bheegi raatooN maiN
phir tum aao na
aisi barsaatooN maiN
aao na...
"N"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
Na na karte pyaar hai mai
Kar gayi, kar gayi, kar gayi
O tune kiya kya yaad, haaye mai
Mar gayi, mar gayi, mar gayi
Mehki hawayein,
Hain behki fizayein,
Yeh pagal sama kuch kahe
Hum hai akele
Aa baahon mein le le
Ke jaagey hai armaan naye