Na yay chaand hou ga
naa taray rahay gay
mager hum hamaisha tumharay rahain gay
na yay chaand hou gaa
Aa ja sohniya,
ghar aa ja sohniya.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
…(pat-e-tic song
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pukey.gif
)
Sawan barsay tarsay dil
Kiyun na ghar say niklay dil
Daikho kaisa bayqarar hai bharay bazaar main
(hmm..can't remember the rest)
Milou na tum tou hum ghubhrayn
milou tou aankh churayn
hamian kia hou gia hay
hamian kia hou gia hay
Yeh Shaam ki tanhai'yaan aisay main taira gham
Pattay kaheen kharkain hawa ayee to chaunkay hum
Yeh Shaam ki tanhai'yaan aisay main taira gham..
main ne sawan se kaha dil ki piyaas bujha sawan ne kaha chup ke say chaley ja
main ne badaal se kaha dil ki piyaas bujha
badal ne kaha ja doob kay mar ja
jab jab bahaar ayee or phool muskuraey
mujhya tum yaad aey,mujhya tum yaad aey
yE d0sti hum nahin chireinGay;
t0reinGay dam aGer;
tera saatH na ch0reinGay;
Yeh kahan aa gayay hum....
Mujhe pyar mai tum na ilzam dete
agar jannte gham mere be-basi ka
Meri be-rukhi tum ne dekhi hai lekin
Nahi tum ne dekha tarapna kisi ka
Apni jaan nazer karoo
Apni waffa paish karoo
qoum k mard-e-mujahid tujhay kia paish karoo
Na tum be wafa ho ,,,na ham be wafa hain
magar kia kareain apni raahain juda hain
Well ironike...i think we get the messge .
U did not know a song starting with "noon".
So i got one!
Na na karte pyar tumhi se kar bethe
karna tha inkaar magar ikraar tumhi se kar bethe.