Antaakshari LVII

har dil jo pyaar karega wo gana gayega
diwana saikron mein pehchcna jayega diwana...

dill dayta hai
roo roo duhaee
kissse say koe piyyar naa karray
barri mehangi paray gee
yeh judaai
kise say koe piyyar naa karray
dill dayta hai roo roo duhaee..

next "daal"


mairay dill mairay mussafir

Duniya Pagal Hai, Ya Phir Maein Deewana
Mujhko Chahti Hai Zulfon Mein Uljhana
Duniya Pagal Hai...

Choodi Jo Khanke To Kaho Talwaar Khanki Hai
Payal Baje Bhago Ki Yeh Khatre Ki Ghanti Hai
Padhne Na Paye, Husn Ka Saaya
Dekho Bachaana
Arre Wah Wah Mere Shagird
Thank You
Duniya Pagal Hai...

Aazadi Hai To Tum Ho Shehzade Mere Pyaaron
Shaadi Hui To Samjho Bhikari Ban Gaye Yaaron
Jo Hai Akela, Woh Albela
Uska Zamaana
Arre Shaabash Mere Shagird
Thank You...

"Y"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

From Heer Ranjha:
Ye duniya ye mehfil mere kaam ki nahin
mere kaam ki nahin

Kisko sunaon haal dile bekarar ka
bujhta hua chirag hon apne mazar ka
ai kaash bhool jaoon magar bhoolta nahin
kis dhoom se utha tha janaja bahaar ka
ye duniya ye mehfil mere kaam ki nahin
mere kaam ki nahin......

a song by vital signs .. their second album

nazar say jaab nazar millay
tum apni nazrain chuppan layna
palkoon say dill ko chuppa layna
buss ikk lamnhay kee baat hai
woh aik lamhaa bacha layna
palkoon say dill ko chuppa layna
dill kaa kehna maan karr tum
haar naa jaanaa...
dill kahay gaa
aisa naa hoo woh nazrain wapis naa aaian
aur kisse aur kee hoo jaaian
dil kaa kehna maan kar tum
haar naa janaa
nazar say jaab nazar millay
tum apni nazrain chuppa layna...
palkoon say dill ko chuppa layna..

next " laam:


mairay dill mairay mussafir

Movie: Sharabi

Log Kehte Hain Maein Sharaabi Hoon
Tumne Bhi Shaayad Yehi Soch Liya Haan ...
Log Kehte Hain Maein Sharaabi Hoon

Kisipe Husn Ka Guroor Jawaani Ka Nasha
Kisike Dil Pe Mohabbat Ki Ravaani Ka Nasha
Kisiko Dekhke Saanson Se Ubharta Hai Nasha
Bina Piye Bhi Kahin Had Se Guzarta Hai Nasha
Nashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara
Kise Hai Hosh Mere Saamne To Laao Zara

Nasha Hai Sab Pe Magar Rang Nashe Ka Hai Juda
Khili Khili Hui Subah Pe Hai Shabnam Ka Nasha
Hava Pe Khushboo Ka Badal Pe Hai Rimjhim Ka Nasha
Kahin Suroor Hai Khushiyon Ka Kahin Gham Ka Nasha
Nasha Sharaab Mein Hota To Nachti Botal
Maikade Jhoomte Paimaanon Mein Hoti Hulchul
Nasha Sharaab Mein Hota To Naachti Botal
Nashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara
Log Kehte Hain Maein Sharaabi Hoon...

Thodi Aankhon Se Pila De Re Sajni Deewaani
Tujhe Maein Tujhe Maein
Tujhe Naulakha Manga Doonga Sajni Deewaani...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Darde dil darde jigar dil mein jagaya aapne
pehle to main shayar tha,ashiq banaya aapne
darde dil darde jigar.....

Movie: Dil Se

Jiya Jaley Jaan Jaley Nainon Taley Dhuan Chaley Dhuan Chaley
Raat Bhar Dhuan Chaley Jaanun Na Jaanun Na Jaanun Na Sakhi Ri
Jiya Jaley Jaan Jaley...

Dekhte Hain Tan Mera Man Mein Chubhti Hai Nazar
Honth Sil Jaate Unke Narm Hothon Pe Magar
Ginti Rehti Hoon Maein Apni Karvaton Ke Silsile
Kya Karun Kaise Kahun Raat Kab Kaise Dhaley
Jiya Jaley Jaan Jaley...

Ang Ang Mein Jalti Hain Dard Ki Chingariyaan
Masle Phoolon Ki Mehak Mein Titliyon Ki Kyariyaan
Raat Bhar Bechari Mehndi Pisti Hai Pairon Taley
Kya Karun Kaise Kahun Raat Kab Kaise Dhaley
Jiya Jaley Jaan Jaley...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Ali bhai ,kya baat hai! So prompt you are with a variety of songs and that too in full.Thats great!

Janam janam ka saath hai nibhane ko
sau sau baar maine janam liye....

yahee zameen yahee zameen
yahee zameen yahee yahee zameen
hanstay chehray
mehkay aangan
thandi shaamain
raseelay sawan
jo bhee hai isse main hai
yehee hamaree laila hai
yahee hamaree sohni hia
heer bhe apni yahee zameen
yahee zamee
yahee yahee zameeen
yahee zameen

next zay


mairay dill mairay mussafir

Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Hai Meri Kasam Tujhko Sanam Door Kahin Na Jaa
Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere Aaja Re

Yuhi Baras Baras Kaali Ghata Barse
Hum Yaar Bheeg Jaaye Is Chaahat Ki Baarish Mein
Meri Khuyli Khuli Lato Ko Suljaaye
Tu Apni Ungliyon Se Main To Hoon Isi Khwaayish Mein
Sardi Ki Raaton Mein Hum Soye Rahe Ek Chaadar Mein
Hum Dono Tanha Ho Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Aaja Re Aa Re

Tadpaye Mujhe Teri Sabhi Baatein
Ek Baar Ay Deewani Jhootha Hi Sahi Pyaar To Kar
Main Bhooli Nahin Haseen Mulakaatein
Bechain Karke Mujhko Mujhse Yun Na Pher Nazar
Roothega Na Mujhse Mere Saathiyan Yeh Vaada Kar
Tere Bina Mushkil Hain Jeena Mera Mere Dil Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Hai Meri Kasam Tujhko Sanam Door Kahin Na Jaa
Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere Aaja Re
Aaja Re Aaja Re Aaja Re
''rey''

rooh ki hay pyaas
tu hay kahan
mai houn kahan
tu hi bata
mera wujood
hay is tarha
kab say houn
mai lamakaan
rooh ki hay pyaas
tu hay kahan
mai houn kahan
tu hi bata...

"Bey"


Destiny grants us our wishes, but in its own way
in order to give us something beyond our wishes

Movie: Yeh Raaste Hain Pyaar Ke

Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Chad Gayi Jaadoo Kar Gayi
Jaadoo Kar Gayi Kar Gayi Re
Bole Shankar Ki Booti
Chad Gayi Jaadoo Kar Gayi
Jaadoo Kar Gayi Kar Gayi Re
Bole Shankar Ki Booti
Are Goli Andar Oye Begum Baahar
Baadshah Andar Begum Baahar
Goli Andhar Begum Baahar
Baadshah Andar Begum Baahar
Andar Baahar Baahar Andar
Upar Neeche Aage Peeche
Aage Peeche Upar Neeche To
Hum Kya Karte Ji Ji Ji
Tum Ne Bola Pi Pi Pi
Hum Kya Karte Ji Ji Ji
Tum Ne Bola Pi Pi Pi
To Hum Ne Pili To Hum Ne Pili
To Hamra Dosh Nahin Kuch Bhi
Ke Hum Ka Hosh Nahin Kuch Bhi
To Hamra Dosh Nahin Kuch Bhi
Ke Hum Ka Hosh Nahin Kuch Bhi

Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Are Bam Bam Bhole
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Are Bolo Re Babwa Bam Bam Bhole
Bam Bam Bhole
Hole Hole Tan Man Dole
Hole Hole Tan Man Dole
Aisi Chaabi Haath Lagi
Jisne Saare Darwaaze Khole
Bolo Re Babwa Bam Bam Bhole
Hole Hole Tan Man Dole
Oh Khul Gayi Kismat Bhi
Oh Khul Gayi Kismat Bhi
To Hamra Dosh Nahin Kuch Bhi
Ke Hum Ka Hosh Nahin Kuch Bhi

Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Tum Ne Itne Pyaar Se Dekha
Pyaar Se Dekha Pyaar Se Dekha
Tod Di Humne Laaj Ki Rekha
Laaj Ki Rekha Laaj Ki Rekha
Jaane Kaisi Cheez Pila Di
Ang Ang Mein Aag Laga Di
Ram Hi Jaane Ab Kya Hoga
Kaise Aaj Tamasha Hoga
Duniya Dekhe Gi Haan
Duniya Dekhe Gi
Ke Hamra Dosh Nahin Kuch Bhi
Ke Hum Ka Hosh Nahin Kuch Bhi
Ke Hamra Dosh Nahin Kuch Bhi
Ke Hum Ka Hosh Nahin Kuch Bhi
Hum Kya Karte Ji Ji Ji
Tum Ne Bola Pi Pi Pi
To Hum Ne Pili To Hum Ne Pili
To Hamra Dosh Nahin Kuch Bhi
Ke Hum Ka Hosh Nahin Kuch Bhi
To Hamra Dosh Nahin Kuch Bhi
Ke Hum Ka Hosh Nahin Kuch Bhi
Ke Tumra Dosh Nahin Kuch Bhi
Ke Tumka Hosh Nahin Kuch Bhi
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Bam Bam Bhole
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Bam Bam Bhole
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole
Bam Bam Bhole
Bam Bhole Bam Bhole Bam Bhole


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Movie-Mission Kashmir

Bumbro Bumbro
Sham rang bumboro
Bumboro Bumboro
Sham rang bumboro
Aaye o kis bagiya se
oh oh tummm


~PAKISTAN RULES~

Teri dunita se door chale hoke mazboor
hamey yaad rakhna
Jao kahin bhi sanaam tumhe itni kasam
hamey yaad rakhna.

aayengi baharen to tere hi fasane sunayengi hamey
hogi tanhai to aakey teri yaaden rulaengi hamay
rulaengi hamey.tarpayengi hamey
kabhi dekhi thi bahaar kabhi hamse tha pyaar
jaraa yaad rakhna
O teri duniya se door....

Dil chaahta hay
kabhi naa beetay chamkeelay din
Dil chaahta hay
hum na rahain kabhi yaro k bin
jagmagaatay hain
jilmilatay hain apnay raastay
yay khushi rahay
roshni rahay apnay wastay
Dil chahta hay


Movie: KKHH

Haye Haye Re Haye Yeh Ladka
Haye Haye Re Haye, He
Karta Naadaniyaan Kyun Poocho To Haye, Yo
Kabhi Yeh Hamse Ladta Hai
Kabhi Jhagadta Hai
Koi Paas Iske Na Aana
Yeh Ladka Hai Deewana, Hai Deewana...

Haye Haye Re Haye Yeh Ladki
Haye Haye Re Haye
Karti Naadaniyaan Kyun Poocho To Haye
Kabhi Yeh Hamse Ladti Hai
Kabhi Akadti Hai
Karo Door Se Chhedh Khaani
Yeh Ladki Hai Deewani, Hai Deewani...

Iski Baatein, Yahi Jaane
Koi Bhi To Jaane Na
Aisi Vaisi, Kaisi Hai Yeh
Koi Pehchaane Na
To Bhaago Oh Yaaron
Kar Na De Shaitaani
Yeh Ladki Hai Deewani, Hai Deewani...

Aate Jaate, Chhedhe Hamko
Ke Maane Na Yeh Kehna
Dekho Dekho Paagal Hai Yeh
Haan Bachke Zara Rehna
Yeh Aisa Hai Phir Bhi
Apna Isko Maana
Yeh Ladka Hai Deewana, Hai Deewana...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

one of my fav from paredes...

do dil mil rahay hain
magar chupke chupke
sa ko ho rahi hay, haan
sab ko ho rahi hay,
khabar chupke chupke, ho o o o
do dil mill rahay hain
magar chupke chupke

sansoN main bari bekarari
ankhon main kayien ratt jagay
kabhi kahien lagg jaye dil to
kabhi kahien dil na lagay
apna dil main, zara thaam loun
jaduu ka main, issay naam duuN
jaduu kar raha hay, jaduu kar raha hay
asar chupke chupke
do dil mill rahay hain
magar chupke chupke

kahien aag lagne say pehlay
uthta hay aisa dhuwan
jaisa hay idhar ka nazara ho
waisa hi udhar ka saman
dil main kaisi, kasak si jagi
dono janib, barabar lagi
dekho to idhar say, udhar chupke chupke
do dil mill rahay hain
magar chupke chupke
sab ko ho rahi hay
haan, sab ko ho rahi hay
khabar chupke chupke...
do dill mill rahay hain
magar chupke chupke
magar chupke chupke...
hmm, chupke chupke...
... chupke chupke...


Destiny grants us our wishes, but in its own way
in order to give us something beyond our wishes

One from Late Talat Mehmood:
Chal diya caravan lut gaye tum wahan hum yahan
gir pareen bijliyaan jal gaya ashiyaanuth raha hai dhuwaan
chal diya caracan.....

Movie: Chalte Chalte

Chalte Chalte Mere Ye Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alwida Na Kehna
Rote Hanste Bas Yoon Hi Tum Gungunate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna

Pyar Karte Karte Hum Tum Kahin Kho Jaayenge
In Hi Baharon Ke Aanchal Mein Thak Ke So Jaayenge
Sapnon Ko Phir Bhi Tum Yoon Hi Sajaate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna...

Beech Raah Mein Dilbar Bichhad Jayen Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lage Tumhe Jeevan Ki Yeh Dagar
Hum Laut Aayenge Tum Yoon Hi Bulate Rehna
Kabhi Alwida Na Kehna...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*