Antaakshari LIV

Movie: Aks

Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
Maino Yaarada Koyi Naiyyo
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
Sari Duniya Ke Hai Sangi Main Akeli
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
De Yaarada Koyi Naiyyo
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
De Yaarada Koyi Naiyyo
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
Sari Duniya Ke Hai Sangi Main Akeli
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba

Piya Piya Piya Oh Paapiya
Piya Paapiya Piya Gham Diya
Aa Rula Le Mujhe Aazma Le Mujhe
Piya Paapiya Diya Oh Gham Diya
Sari Duniya Ke Hai Sangi Main Akeli
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
De Yaarada Koyi Naiyyo
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
De Yaarada Koyi Naiyyo
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba

Piya Piya Piya Oh Paapiya
Aa Kabhi Tu Bhi Aa
Aa Kabhi Darastha
Raazi Hai Jaan Meri Woh Sune Baras Ja
Piya Paap Paapiya
Piya Gham Diya
Sari Duniya Ke Hai Sangi Main Akeli
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
De Yaarada Koyi Naiyyo
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba
De Yaarada Koyi Naiyyo
Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba Rabba


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

roja jaan-e-mann
tu dil kil dharkan
tujh bin tarse naina
dil se na jaati hain
yaadein tumhari
kaisay tum bin jeena
ankhon mein tu hai
aansooN mein tu hai
ankhein band karloN
mann mein bhi tu hai
khaabon mein tu
saason mein tu
rojaaa
roja jaan-e-mann

'j'

i think it ended with meem not jay.. here is one with meem..

maira piyyar woh hai keh
marr karr bhee tum ko
judaa apni bahoon say honay naa day ga
mille mujh ko jannat to
jannat kay badlay
khudaa say maire jaan tumhain maang lay gaa
maira piyyar woh hai
zamana to karwat badalta rahay gaa
naaiay zidagee kay taranay bannain gay
mittay gee naa laiken
mohabat hamaree
mittnay kay soo soo bahanay bannain gay
hakeekat hameesha hakeekat rahay gee
kabhi bhee na iss kaa fasana bannay gaa
maira piyyar woh hay...
next .." hay"


mairay dill mairay mussafir

Haal kaisa hai janab ka
kya khayal hai aapka
tum to machal gaye o o o
yunhi fisal gaye aa aa aa

Movie:Aapki Nazaron Ne Samjha

Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ai Dhadkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha

Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya
Do Jahaan Ki Aaj Khushiyan Ho Gayee Haasil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...

Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain
Kyon Main Toofaan Se Darun Mere Saahil Aap Hain
Koi Tufanon Se Kah De, Mil Gaya Sahil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...

Pad Gai Dil Par Meri, Aapki Parchhaiyan
Har Taraf Bajane Lagin Saikadon Shahnaaiyaan
Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

movie: rehna hai tere dil mein

Such Keh Raha Hain Deewana
Dil Dil Na Kisi Se Lagana
Such Keh Raha Hain Deewana
Dil Dil Na Kisi Se Lagana
Jhoothe Hain Yaar Ke Vaade Saare
Jhoothi Hain Pyaar Ki Kasme
Maine Har Lamha Jise Chaaha
Jise Pooja Usi Ne Yaaron Mera Dil Toda
Toda Tanha Tanha Chhoda
Such Keh Raha Hain Deewana
Dil Dil Na Kisi Se Lagana
Jhoothe Hain Yaar Ke Vaade Saare
Jhoothi Hain Pyaar Ki Kasme
Maine Har Lamha Jise Chaaha
Jise Pooja Usi Ne Yaaron Mera Dil Toda
Toda Tanha Tanha Chhoda

Mausam Mausam Tha Suhana Bada
Mausam Mausam Maine Dekha Use
Hua Main Paagal Bas Palbhar Mein
Mausam Mausam Tha Suhana Bada
Mausam Mausam Maine Dekha Use
Hua Main Paagal Bas Palbhar Mein
Aake Basi Hain Woh Mere Mann Mein
Uski Kami Hain Ab Jeevan Mein
Woh Door Hain Meri Nazron Se
Kyon Use Main Chaahon
Such Keh Raha Hain Deewana
Dil Dil Na Kisi Se Lagana
Jhoothe Hain Yaar Ke Vaade Saare
Jhoothi Hain Pyaar Ki Kasme
Maine Har Lamha Jise Chaaha
Jise Pooja Usi Ne Yaaron Mera Dil Toda
Toda Tanha Tanha Chhoda

Sundar Sundar Woh Haseena Badi
Sundar Sundar Main To Khone Laga
Uske Nashe Mein Bin Piye Behka
Sundar Sundar Woh Haseena Badi
Sundar Sundar Main To Khone Laga
Uske Nashe Mein Bin Piye Behka
Ek Din Use Bhoola Doonga Main
Uske Nishaan Mita Doonga Main
Chaahonga Na Main Us Patthar Ko
Jaa Use Bata De
Maine Har Lamha Jise Chaaha
Jise Pooja Usi Ne Yaaron Mera Dil Toda
Toda Tanha Tanha Chhoda.

'C'

Movie: Bas Itna Sa Khwaab Hai

Chhota Sa Mann Hai Mann Mein Sanam Hai
Chhota Sa Mann Hai Mann Mein Sanam Hai
Sanam Ek Khwaab Hai Sanam Ek Khwaab Hai
Khwaab Hai Bas Khwaab Hai Khwaab Hai Khwaab Hai
Kya Yahi Ishq Hai Kya Yahi Ishq Hai
Ishq Ek Behta Dariya Jo Kabhi Na Thama
Ishq Ek Aisa Sapna Jo Na Haasil Hua
Gar Ishq Hai Khuda To Khuda Dard Deta Hai Kyon
Gar Ishq Hai Khuda To Khuda Dard Deta Hai Kyon
Ishq Ishq Yeh Ishq Ishq Hai Kya Yehi Hai Ishq Ishq
Ishq Ishq Yeh IShq Ishq Hai Kya Yehi Hai Ishq Ishq
Chhota Sa Mann Hai Mann Mein Sanam Hai
Chhota Sa Mann Hai

Aankhon Mein Jo Sapna Tha Lagta Kitna Apna Tha
Aankhon Mein Jo Sapna Tha Lagta Kitna Apna Tha
Dil Ki Nagri Mein Rehta Tha
Saason Mein Phoolon Sa Khilta Tha
Chhota Sa Mann Hai Mann Mein Sanam Hai
Chhota Sa Mann Hai
Ishq Patta Patjhad Ka Jo Kahin Na Tika
Ishq Aasun Aankhon Ka Jo Rukaaye Na Rooka
Gar Ishq Hai Khuda To Khuda Dard Deta Hai Kyon
Gar Ishq Hai Khuda To Khuda Dard Deta Hai Kyon
Ishq Ishq Yeh Ishq Ishq Hai Kya Yehi Hai Ishq Ishq
Ishq Ishq Yeh IShq Ishq Hai Kya Yehi Hai Ishq Ishq
Chhota Sa Mann Hai Mann Mein Sanam Hai
Chhota Sa Mann Hai

Yeh Zindagi Kal Tere Naam Thi Khushi Ka Begum Thi
Aaj Na To Hai Na Tera Saath Hai
Tera Chhoda Hua Har Lamha Paas Hai
Chhota Sa Mann Hai Mann Mein Sanam Hai
Chhota Sa Mann Hai Mann Mein Sanam Hai
Sanam Ek Khwaab Hai Sanam Ek Khwaab Hai
Khwaab Hai Bas


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

One from Mubarak Begum:
Bemurawwat bewafa beganai dil aap hain
aap maane ya na maane mere qatil aap hain

Aap se shikwa hai mujhko gair se shikwaa nahin
jaanti hoon dil me rakh lene ke kabil aap hain

Bemurrawat bewafa...

a song by sajjad ali....

yaaad to aatee hoo gee
dill dukhatee hoo gee
yaad to aatee hoo gee
dill dukhatee hoo gee
mairee tasveer tumhian
rooz rulatee hoo gee
yaad to aate hoo gee..
dill dukhatee hoo gee..


mairay dill mairay mussafir

Guzray zamaney waley
Thora sharmaney waley
Chuhup chuhup janey waley ho

Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohray ho janey waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho

Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo
Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo haaai
Bhuree Bhuree ankhioun mein kala kala kajra kala kala kajra
Chandi kee kalaeyan mein khila khila gajra khila khila gajra
Chanda jaisa chehra sunhana aur sajra suhana aur sajra hoooo

Aapnee sharum kee karey rakhwalee wo
Sajna kee yaad mein marjaney walee ho
Pani bharney kowein pey miley jo kuwareyan, miley jo kuwareyan haai
Bheegee bheegee ankhioun sey suney wo bechariyan suney bechariyan haaai
Eik duserey kee karein khoub razdariyan khoub razdariyan haaai

Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohrey hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho