Antaakshari LII

naam aey na taira peayr ki ruswayee main
kaash mer jayoo isi gosh-e-tunhayee main
naam aey na taira peayr ki ruswayee main

janay q door leay jati hain rahain tujh say
ake lumhay ko jou milti hain nigahain tujh say
doob jata hoon kisi jheel ki gahrayee main
naam aey na taira peayr ki ruswayee main

mairi burbad mohabbat ka nishan bhi na millay
dil ko yaan aag lagayoon k dhuwaan bhi na millay
peayr ka geet sulgta rahay shahnayee main
naam aey na taira peayr ki ruswayee main

DM, now that must have hurt, henna?!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif

Movie: Refugee

Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa…

Hai Safar Humara Naya Naya
Isi Pal Andhera Jo Ho Gaya
Hai Safar Humara Naya Naya
Isi Pal Andhera Jo Ho Gaya
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Kayein Kho Na Jayein Ye Reh Guzar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa…

Zara Thaher Jaa Mere Hum Navan
Yahan Agle Mod Pe Hoga Kya
Zara Thaher Jaa Mere Hum Navan
Yahan Agle Mod Pe Hoga Kya
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Kise Hai Pataa Kise Hai Khabar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa…

Aey Hey Yaa, Aey Hey Yaa
Aey Hey Yaa, Aey Hey Yaa…
Jo Gharon Ko Chod Ke Hain Chaley
Jo Gharon Ko Chod Ke Hain Chaley
Unhein Kya Darayeingay Faasaley
Jo Gharon Ko Chod Ke Hain Chaley
Unhein Kya Darayeingay Faasaley
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Humein Jaana Hai Dil Ke Nagar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa

Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa…
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa…


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

Allah Allah Allah
ye pyara Pakistan
Jagmag jagmag roshan sitara Pakistan
is me tere rehmat ye hum sab ke he shaan


If You Smelalalalalala What Desikaka! Is! Cooking!!

ALi_R: dream on

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

From Asoka:

San Sanana Na Na
San Sanana Nan
Ja Ja Re Ja Re Ja Re
Ja Re Pawan
San Sanana Na Na
San Sanana Nan
Ja Ja Re Ja Re Ja Re
Ja Re Pawan
Mere Jaisa Dhoond Ke La
Mera Sajan
San Sanana Na Na
San Sanana Nan
Ja Ja Re Ja Re Ja Re
Ja Re Pawan
Aisa Kahin Koi Nahin
Aisa Kahin Koi Nahin
Aisa Ho To Shayad Main Kar Loon Milan
Aisa Ho To Shayad Main Kar Loon Milan
Ja Ja Ja Re Pawan Ja Re Pawan
San Sanana Na Na
San Sanana Nan
Ja Ja Re Ja Re Ja Re
Ja Re Pawan

Aakash Hain Koyi Prem Kavi
Main Uski Likhi Kavita
Ho Aakash Hain Koyi Prem Kavi
Main Uski Likhi Kavita
Mere Jaisa Koyi Nahin Aaya Jag Mein Mujhbeeta
Choon Na Sake Koyi Mujhe
Choon Na Sake Koyi Mujhe
Choon Le To Haay Lag Jaaye Agan
Choon Le To Haay Lag Jaaye Agan
Ja Ja Re Ja Re Pawan
Ja Re Pawan
San Sanana Na Na
San Sanana Nan
Ja Ja Re Ja Re Ja Re
Ja Re Pawan

Main Aap Hi Apni Premika
Main Aap Hi Apni Saheli
Haan Main Aap Hi Apni Premika
Main Aap Hi Apni Saheli
Oh Nahin Koyi Apne Jaise Bas Main Ek Akeli
Main Aaaon To Main Jaaon To
Main Aaaon To Main Jaaon To
Mujhke Dekhe Jhuk Ke Gagan
Mujhke Dekhe Jhuk Ke Gagan
Ja Ja Re Ja Re Pawan
Ja Re Pawan
San Sanana Na Na
San Sanana Nan
Ja Ja Re Ja Re Ja Re
Ja Re Pawan
Mere Jaisa Dhoond Ke La
Mera Sajan
San Sanana Na Na
San Sanana Nan
Ja Ja Re Ja Re Ja Re
Ja Re Pawan
San Sanana Na Na
San Sanana Nan
Ja Ja Re Ja Re Ja Re
Ja Re Pawan

“P”


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Jo bi inka nam le
Pehle dil ko thamle
nam lene sehe qiammat ho jati hai

hum daikhaiN gaiy
hum daikhain gaiy
lazim hai ke hum bhi daikhain gaiy
hum daikhain gaiy
hum daikhain gaiy
lazim hai ke hum bhi daikhain gaiy
hum daikhain gaiy

wo din ke jiss ka wada hai
hum daikhain gaiy
wo din ke jiss ka wada hai
hum daikhain gaiy
jo laheazal mein likha hai
hum daikhain gaiy
lazim hai ke hum bhi daikhain gaiy
hum daikhain gaiy

'g'

ghongroo ki tarhaaan
bajtta hi raha hoon mainnnn
kabhi iss pag main
kabhi uss pag main
sajtta hi raha hoon mainnnn

""main kerta raha
oroon ki kahii
merii baat mery dil main hi rahi"

yoon hi ghoot ghoot k
or mit mit k merta hi raha hoon mainnnn
ghongroo ki tarahan
bajtta hi raha hoon main
"meem""

mera kuch samaan
tumhare paas para hai
mera kuch samaan
tumhare paas para hai
hoo sawan ke kuch bheegay bheegay din
rakhay
aur mere ek khat mein lipti
ek raat pari hai
wo raat bhuja do
mera wo samaan lauta do
wo raat bhuja do
mera wo samaan lauta do
mera kuch samaan
tumhare paas para hai
hoo sawan ke kuch bheegay bheegay din
rakhay hain
aur mere khat mein lipti
ek raat pari
wo raat bhuja do
mera wo samaan lauta do

patt jhar hai kuch, hai na?
patt jhar mein kuch patton ki
girnay ki aahat kaano mein ek baar
pehen ke laut aay thi
patt jhar ki wo shaakh abhi tak kaanp rahi hai
wo shaakh gira do
mera wo samaan lauta do
wo shaakh gira do
mera wo samaan lauta do

ek akaili chattri mein jab
adhay adhay bheeg rahay thay
ek akaili chattri mein jab
adhay adhay bheeg rahay thay
adhay sookhay adhay geelay
sokha tha to mein le aaiy thi
geela mann shaid bistar ke paas paro ho
wo bhijwa do
mera wo samaan lauta do

ek so saal chand ki raatein
ek tumhare khanday kaatay
ek so saal chand ki raatein
ek tumhare khanday kaatay
geeli mehndi ki khushbo
jhoot moot shiqway kuch
jhoot moot ke waday bhi sab
yaad kara do
sab bhijwa do
mera wo samaan lauta do
sab bhijwa do
mera wo samaan lauta do

ek ijaazat de do bass
jab isko duffnaoN gi
mein bhi wahin so jaon gi
mein bhi wahin so jaon gi

'g'

Gum ki andheri raat mein dil ko na bekarar kar
Subah jaroor ayegi subh ka intezaar kar.

New Thread

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…