kamyaaab aorat apni mehnat sy hoti hai murd zaat ka bus chaly to kabhi aorat ko kamyaab nah hony dy.. murd koi bhi ho uss ko passand nahin kah uss ki orat uss sy agy nikly
waisy zardari sahib ko bhi passand nahin tha kah benazir un sy agy nikly issi lia to shot khaila seedha saddar house main, warna wazirazam house bhi to ho sakta tha lakin wazriazm house main un ko sakoon kahan her waqat he he khouf kah mery sy pehly meri aorat iss khursi per bethi hai main yah kaisy bardasht kar sakoon