Re: Another DUBAI Guppy…
Addie beta… be careful when you post your replies… If you dont know the rules pls be informed that 3 yakay baad deegray replies are considered as “Phooloding” and its Qabil-e-Dast Andazi-e-MODs ![]()
Rahi baat Naya dhaaga kholney ki tou bhai main yeh AizaaZ aap ko daita hou… ![]()
Jub tak main lunch kar kay wapas aaon dhaaga khul chuka hona chahiya… Aur haan sub ko yeh bhi bata daina kay kaal waali meet main saaray “Ba Parda aur Ba Shara” MARD log shaamil thay iss liya Wizarat-e-Saqafat ney Tasveeroun ki Ijazat nahi di thi…
![]()
:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k:
![]()