Re: Annoying GEO tv commentary
Tasneem: aur yeh afridi nai bara acha shot maara..logoun kai opar se guzar ghyaa...bahut achi timing
other guy: haan bowler ko ab kuch aur try karna parey gha...
Tasneem: Captain ko ab kuch aur sochna parey gha.
Tasneem: and woh dance walian phir aghaeen hain..
other guy:hmmm.yar main apni biwi ko bara miss karta houn
Tasneem: and yeh Afridi ka aik aur chaka!