Ankhein kitni Ameer huti hain

Re: Ankhein kitni Ameer huti hain

bebaak = betakalluf…khul kar, expert

chachaa Ghaalib is qadar expert ho gaye rone meN k itnaa roye itnaa roye k aaNsoo ke zarii’ye Khoob dhule aur is taraH vo paak ho gaye! :slight_smile: