Angrezi Mana hai.....

wah wah kia umda-0-aala qism ka dhaga hai meen nai is sai achey mauzoou per koi dhaga apnee zindagee meen meen nahi daikha.

meen is dhagey ko shuru kerney waley/walee ko salam arz kerta hoon aur dua kerta hoon k Allah un ko is qism ka hazaroon dhagay kholney kee taufeeq aata farmaeey, aamaeen sum-e-aameen.

azizi aur azizon aap sub ko salam ....

bohat khushi hoi kay kisi ko tu marhoma urdu ka khayal aa gaya hay ....

inshallah saqeel urdu main baat hoti rahay gee...

salam

shukriya, nawazish :clap:

khud meri urdu itni achi nahi hia,aapki tarha :halo:

is dhaagey main khush amded :wave:

:salam: khush amded :wave:

:wave:

koi hai?

:dhimpak:

kia hal hain :wave:

kia ho raha hai aadam aur hawa kee auladoon? din kaisa guzer raha hai ? kal sai t u lamba Ikhtetam-e-hafta (long weekend) hai is lyeee aaj dafter (office) meen kam shaam kuch kum hee hai :)

hamein kia pata daftar ka kaam shaam, hamarey tou madressey (schools) band hain :hula:

Hay oyeee maderseey kee taliba :slight_smile:

chaloo muni school ka kam karoo aor loolipoop khao :stuck_out_tongue:
aor shadyeeon may jao :stuck_out_tongue:

jee :dhimpak:

koi hay...ya ghar shift ker liya iss dhagay waloon nay

[QUOTE]
*Originally posted by bao bihari: *
koi hay...ya ghar shift ker liya iss dhagay waloon nay
[/QUOTE]

nahi bihari bhai, ham yahin hain :)

:salam:

:wsalam:

salam all.
.

[QUOTE]
*Originally posted by SpyGuy: *
salam all.
.
[/QUOTE]

teray salam hay afrangi tera thread hay pakistani

laho mujh ko rulati hay moderataron ki tan assaani

bao bhai achu achu ki phar dei gai apni rangeen shahiri sai, kya baat hai bhai sahab umda qaul-e-bao bihari :D