Angrezi Mana hai.....

Aap to khud hi angrezi use kar rahi hain.

Assalam O Alaikum

Aap kaisi hain???

Main flooding kay bohat khilaaf hoon. Is main doobnay ka khatra hai.

Masha Allah dhaga apni chauthi salgirah ki taraf gamzun hai.

Is nacheez ko ShiningStar urf SOHAIL. = Shikra kahtay hain (Farmi Murghion ki ghalami mera paisha hai)…Aap mujhay Shikari bhi kah sakti hain…Main sirf Farmi murghion ka shikaar karta hoon…per aaj tuk aik bhi shikar naheen huwi.

Allah Hafiz.

Yaqeenum aap ki urdu main kafi izafa huwa ho ga.