Re: angraai nai leni chahiye…
lol achchhaa…magar maiN ne to yeh kabhii nahiiN sunaa kisii ko kahte huye k khaane ke waqt angRaaii nahiiN lenii chaahiye. ho saktaa hai maiN ne na sunaa ho.
vaise, vajah to yehii ho saktiiN hai k angRaaii se aaNtoN meN geeTh paR saktii hai jo nihaayat hii gambheer samasyaa hai. must be very painful for those who get a knot in their small intestine. ![]()