Re: Andaz Apna Apna
aisa karein appp mujhe uraa dein kal se pichey parein hain ![]()
Re: Andaz Apna Apna
aisa karein appp mujhe uraa dein kal se pichey parein hain ![]()
Re: Andaz Apna Apna
^ na naa bacha tere ko kayeko urana… tu bas mere bhai ka peecha chor de ![]()
us bechare ne tera kya bigara hai ![]()
Re: Andaz Apna Apna
^us ney mera kuch nahi bigara hai ![]()
Bus wo mere ko hamesha aisey face sey milte hai
…![]()
Re: Andaz Apna Apna
^ hahahahahahahahahahahahaahhahahaahahahaha
![]()
ji mene dekha per apki post ki samajh kisi ko bhi nahi aati is liye shayed aise kerte hein ![]()
Re: Andaz Apna Apna
Or un ki post ki samjhe mujhe nahi ati hai…Hamesha itna mushkil post kertey hain ![]()
Re: Andaz Apna Apna
^ hahahahahahahahahahahahahahahahahahahaha
![]()
Re: Andaz Apna Apna
kahan chupey huye hain lk bhai:hoonh:
Re: Andaz Apna Apna
pata nahi
Re: Andaz Apna Apna
Lk sahaab kahan hain apppp…mujhe kuch yaad araha hai is baat pey hahhahaha
Mujhe ko awaz do chup gaya hun main khaeen tum kaha main yahn …hahhahahahahahahah
Re: Andaz Apna Apna
![]()
Re: Andaz Apna Apna
sab chup jaoo lk aney waley hain ![]()
Re: Andaz Apna Apna
apko kese pata siso ?? ![]()
Re: Andaz Apna Apna
wo issi time atey hain apni light off ker key:p
Re: Andaz Apna Apna
ohhh wow… aap kitna note kerti hein… mein hi pagal hoon bas ![]()
uaannn uaannn uaannn ![]()
Re: Andaz Apna Apna
App ro kyun tahey hain…un ki light hamesha hi off huti hai…abhi wo ajyein gey tu meri shamat aye gi…![]()
Re: Andaz Apna Apna
me ro nahi raha bas koas raha tha ke mein taiz nahi
i mean note nahi krta baaton ko ![]()
Re: Andaz Apna Apna
or mujhe prob hai ke main kuch bhulti nahi hun ![]()
kuch bhi nahi ![]()
Re: Andaz Apna Apna
^ good ![]()
mein bhi logo ki burai nazar-andaz ker deta hoon and jald hi bhool jata hoon ![]()
Re: Andaz Apna Apna
Main ek cheez bhulti hun chezein rahk ker:smack:
Re: Andaz Apna Apna
Mein u ka bhai nahi ho
so mein to u ko tang karonga
agar Hakuna ki ijazat ho to ![]()
Hakuna ko bhai kehti ho or mujeh dekh nay ki hope rakhti ho
sharam nahi aati ![]()
![]()