Re: Andaz Apna Apna
acha abhi kah ke ati hun thori or taqatwar hu jaun phir tu duniya se hi out ker dun gi kahla main urh rahey hungey sunu bhai:hoonh:
Re: Andaz Apna Apna
acha abhi kah ke ati hun thori or taqatwar hu jaun phir tu duniya se hi out ker dun gi kahla main urh rahey hungey sunu bhai:hoonh:
Re: Andaz Apna Apna
kahla ?? ![]()
ye kya hota hai ??? ![]()
![]()
Re: Andaz Apna Apna
abb ye kese bataun means jo zameen asmaan ke beach main huti hai her jagha hai ![]()
english nahi pata is ki..hawa ko khalla kehtey hain
Re: Andaz Apna Apna
![]()
usko kahla nahi khalaa kehte hein ![]()
Khurroon wali baji aapka kasoor nahi hai
![]()
Re: Andaz Apna Apna
bhaiya kisi din mil gaye naa app ko tu main pehchaan hi lun gi app mujhe nahi jantey kuch aisa karun gi phir yahan aker batun gi wo main thi main ney kuch bohut agey ka socha hai…![]()
And i will do it one day in sha allah:hoonh:
Re: Andaz Apna Apna
thik hai done hogaya
![]()
Re: Andaz Apna Apna
oya huye but app mujhe pechaan nahi payein gey:hoonh:
Re: Andaz Apna Apna
aur aap mujhe bhi nahi pehchaan payeingi ![]()
Re: Andaz Apna Apna
kyun app ney shave bhara leny hai ya naqaab phen lein gey:D
Re: Andaz Apna Apna
^ aapne phir mujhe kabhi tayaar hua hua nahi naa dekha ![]()
Re: Andaz Apna Apna
ohh god …bhaiya i will find you ![]()
Re: Andaz Apna Apna
not so easy ![]()
Re: Andaz Apna Apna
i can do it:hoonh: kahan chupein gey:p
Re: Andaz Apna Apna
![]()
kehne aur kerne me bohot farq hai beta ![]()
Re: Andaz Apna Apna
bhaiya main aisey hi nahi kehti hun jo kehti hun wo ker dety hun ![]()
ye bhi soch samjh ke kaha hai:hoonh:
Re: Andaz Apna Apna
thik hai waqt aane pe pata chal jayega ![]()
Re: Andaz Apna Apna
phir lk ki yaad dila di:snooty:
Re: Andaz Apna Apna
aye haye
aaj wo bohot yaad aarahe hein :shoaby:
Re: Andaz Apna Apna
Asia kuch nahi hai ![]()
Re: Andaz Apna Apna
aisa kyun kuch nahi hai :