An Other Confusion>>>>>>>>

Aab hamaray bukhar say aap he darkhwasat kar sakti haiN kah woh hum ko chor kar challa jaiN hum to thak chukay haiN mint-o-samajat kar kar kay :bummer:

:eek: NW aap tou hamaray baray meiN maha ma’loumaat rakhatay haiN

wooh mein 5 ya 6 dafa aapke saath hi tha na … jab :wink: yaad hai ? hehehehe.. logon ko theek karahe the hum ? :stuck_out_tongue: … hehehe

beta ya app ka naam likha haa

:cb:

Re: An Other Confusion>>>>>>>>

^:omg: nice one

minat samajat na karain bus ya ikhlaqiat ka peecha choor dain warna :wink:

omg… i sense something coming up…

Acha bhai aab aap daikh laiN idhar to hum kissi ko kuch bhi naheen kah rahiN sub hum ko tang kar rahay haiN :bummer:

:eek: Beta … hamari ma’loumaat kay muta’biq to hamaray walid-e-muhtaram key sirf aik he zojaaN haiN jo hamari walid-e-muhtarma haiN …
Hum aap kay baitay naheen ho saktay :nahi:

yeh log jo hain na… jab time hojata hai na inki neend ka… tho behek jaate hein :stuck_out_tongue: … bheki behki baatein karte hein.. issiliye sirf sun ke chup karjaana hai behtar hai.. nahy tho peeche bhaag ke cheezein uthaa uthaa ke maarte hein… inki hosh mein hai inki himmat GS ke larkon ko kuch keh jayein ?? :wink:

NW aap inn ko Achar khillaiN ya phir Namak walla pani pillaiN to inn ka bahakna khatam ho sakta hay :) yah hamray hakeemi nuskha hay

yeh hakeeme nuskay mein baarrrri achi tarah se jaanta hoon..aur konse mareezon ke liye hota hai.. hahaha ;) hehehehehe... :D ... inka mein karta hoon ilaaj ... tension nahy leni... abhi sudar jaati hein hehehe

u r rite hum GS kay larkon ko kuch nahi kahtay . we simply :smilestar:

agar iss say bahakna khatam hota haa to app istamaal karain :p

Re: An Other Confusion>>>>>>>>

:champ:

Re: An Other Confusion>>>>>>>>

hum behke huwe nahy hain :) ... aap logon ke liye hai yeh khaas ilaaj :)... hehehe

NW aap tou buhat aagay phunch jatay haiN ;) .... waisay sudharnay ka kaam buhat mushkil hota hay ... aap koshish kar kay inn ko leemo paani pilla he deiN

who r u Mr ????????
app khain, we r not intrested

Re: An Other Confusion>>>>>>>>

who am i ? ... hmmmmmmmmm....... yeh tho aapko kaafi research karni paregi.. aise ho tho nahy na pata chalta :D ...

whoever sed anything about being interested... :P ... lol...

Re: An Other Confusion>>>>>>>>

:lifey:

Re: An Other Confusion>>>>>>>>

chaloooo…every one…me off to sleep :yawn:

Take care and have fun :slight_smile:

Allah Hafiz :waves:

hum to sirf khas mwaqooN par ista’maal kartay haiN .. leekan iss waqat to hum apnay hosh-o-hawas mein haiN muhtarma :naraz: