An important message for Uncle Stalker bhaijaan

Re: An important message for Uncle Stalker bhaijaan

yaad aata hay mujh ko tera wo pach-pann ka zamana
patli patli tangoN main lipta howa ( … ) ahem :-p

nahinjaar insaan, yaad main nay dilayaa kay tu nay, haan bako bako, bolti q band hogai ab fatak say ? :-p
wo yaadain, wo mosam , naddi ka kinaara
wo chnchal hawaa..
kaha do diloN nay kay mil kar kabhi ham
na hongay juda…

sigh,