Re: An email I received :-O
qiblaaa ..app to moun main choosnee hee lay lejeye .... duniya main to hum say pehlay anay ki bohat ujlaat thee or ab app ki ummriyaa hay kay freeze hee ho gayee or hum ko apnay app say bara bana ker duniya waloon ko dhoka deye chalay ja rahay hain
khof-e-khuda hee nahi hay smilestar
coolbreeze> is terah LOG saaf or roshan nazar aain gay : P
wah wah ... kaya fasahat-o-blaghat-e-kalaam hai
lagtaa hai aap ki problems door honay wali hain :D