An email I received :-O

Re: An email I received :open_mouth:

bhai bohat jaga daikha hai… loug likh daity hain be-izzati kharaab ho gai.
ye GHALAT hai :stuck_out_tongue: bizzti hoti hai aur izzat kharaab hoti hai… bizzti pehlay hi kharaab hoti hai, aur kharaab nahin ho sakti :chai: