Ameer Zadee

Re: Ameer Zadee

haaan
because Ghar Damad wohi bantaa hay joo nikamma hota hay
koi kaam waam nahi kartaa
shadi kay baad MiaN BV doono ka kharchaa pani sussar sahib hi uthatay hain

Tu zahir hay sussar ameer hona chahiyaay :smokin:

Koi hay nazar main ?? :expressionless: