Amal

Re: Amal

harf be harf sahi kaha aap ne, yehi tau aejaaz hay kisee bhee fun ka, funkar na bhee ho us ka fun us ko zinda rakhta hay, gair-mojood bhee ho tau hamaray saath rahta hay :slight_smile: