Re: always say what Muslims are supposed to say!
lo ji, lagtaa hai aapkaa iftaar ho gayaa!
maashaa Allah aur inshaa Allah kaa ziyaada iste’maal jismaanii seHat ke liye Khatarnaak hai…laRkii ke bhaaii salaamat to yeh Khatra laa_Haq!
isii liye kahaa thaa kisii ne k:
**
Khudaa kare k HaseenoN ke baap mar jaayeN
yateem hoN to aasaanii se haath lag jaayeN! **![]()