Re: Almost perfect…
sure ![]()
chai pieyain gi ya thanda … ya phir danda
chaly ga
topic kuch bhi nahin… jo munh main aai bol dain
Re: Almost perfect…
sure ![]()
chai pieyain gi ya thanda … ya phir danda
chaly ga
topic kuch bhi nahin… jo munh main aai bol dain
Re: Almost perfect...
chach tum wahid banday ho jis ne baghair milay meri umer jaan lee.log tu daikh ker bhi bojh nahi patay.
hamari kai khoobyon main say aik kkhoobi :D
Re: Almost perfect...
yeah right! aap nay humaray gher kay cabinets nahi dekhay... meri alam channa jasi ammi he pohanch sakti theein udher... even i got to the work top - kia zamana yaad dila diyaa... aur phir ek wo waqt tha jub sub cabinets per humari hukum-rani hay - :)
tumhain chahiay tha gymnastic lessons laitin tu kabhi prob na hoti.
Re: Almost perfect...
wht's up guyz? Kon se topic pe baat ho rahi hai? Can i join?
Hiya muslim girl.. come in...kood-jaoo is moaj-e-bala main
Re: Almost perfect...
chacha meri kukri nass gai hay
koi jadu ,chilLa kaat kay batao kiss kay kukar kay saath kahan gai hay
Re: Almost perfect...
tumhain chahiay tha gymnastic lessons laitin tu kabhi prob na hoti.
aapkitni Allah wali batain kertein hain... mubarakaan and taliyaan
Re: Almost perfect...
miss fara... aap zara tashreef ka tokraa poetry forum main lai jain... main nain apni pehli rubaai post ki hai wahan... aapni qeemti raai say nawazain uss thread ko
Re: Almost perfect...
Bibi Likhi Perdhi... aap sikha do na... hum ghareeb loag kaisay jaiyeen... bibi ji Allah kay naam pay ...
ye tu garbar ho gayee.tum ne gupshup cafe ko bhi nahi choora.ja bibi kahin aur ja.aaj chuttay nahin hain
Re: Almost perfect...
haan muslim girl aa jayo.tumhain islam mubarak ho.kub qubool kia?
Re: Almost perfect...
chacha meri kukri nass gai hay koi jadu ,chilLa kaat kay batao kiss kay kukar kay saath kahan gai hay
sakoon kero, bey-chari kukri bhee insaan hay... kabhi tu uskay jazbaat ko samghooo....
Re: Almost perfect...
chacha meri kukri nass gai hay koi jadu ,chilLa kaat kay batao kiss kay kukar kay saath kahan gai hay
dhoti... subha nureenay pait ... mashraq ki tarf munh kar kay, aik andaa munh main lai kar... teen baar jamaai lo.. uss kay baad zameen par naak say 5 lakeerain kheenchoo ... jahan bhi ho gi aa jai gi
Re: Almost perfect...
haan muslim girl aa jayo.tumhain islam mubarak ho.kub qubool kia?
rotfl
Re: Almost perfect...
acha app ke kukrian insan hooti hain
dat makes u cannibal
Re: Almost perfect...
dhoti... subha nureenay pait ... mashraq ki tarf munh kar kay, aik andaa munh main lai kar... teen baar jamaai lo.. uss kay baad zameen par naak say 5 lakeerain kheenchoo ... jahan bhi ho gi aa jai gi
aahooo inni takeel hay murghi ki judayee ki tu.. kam say kam itna tu kero na ... u sure u guys r talkin about a kukri.. or kuri?
Re: Almost perfect…
aap kay haan kukryaan bhi insaan hoti hain… aap ka matlab hai insaan bhi anday daity hain ![]()
kis sayyary say tashreef laai hain?
Re: Almost perfect...
dhoti... subha nureenay pait ... mashraq ki tarf munh kar kay, aik andaa munh main lai kar... teen baar jamaai lo.. uss kay baad zameen par naak say 5 lakeerain kheenchoo ... jahan bhi ho gi aa jai gi
anda desi ho ya walaite?
zameen apni ho ya humsayon ki?
Re: Almost perfect...
chacha meri kukri nass gai hay koi jadu ,chilLa kaat kay batao kiss kay kukar kay saath kahan gai hay
flying dhoti ye chacha ghalib ka bhoot hain koi peer faqir nahi.jub baap k qadam he zameen pe na tiktay hoon tu bachi kia kerti.acha hova bhaag gayee tum se dore rehay gee tu khush rehay gee
Re: Almost perfect...
aahooo inni takeel hay murghi ki judayee ki tu.. kam say kam itna tu kero na ... u sure u guys r talkin about a kukri.. or kuri?
daikhin kuch baatin poochni nahin chahain... khud hi samjh lain ;)
Re: Almost perfect…
wu ju abhi der-yaft nahi huwa chacha jii…
Re: Almost perfect...
anda desi ho ya walaite? zameen apni ho ya humsayon ki?
koi farq nain partaa.. jo bhi aasaani say milay