Re: Almost perfect...
yeh jidher faida daikhtay hain udher ke taraf rukh karr laitain hain
malik bhai aaj tum chutti pe ho kia.koi supari nahi mili jo ole fole likh rehay ho?
Re: Almost perfect...
yeh jidher faida daikhtay hain udher ke taraf rukh karr laitain hain
malik bhai aaj tum chutti pe ho kia.koi supari nahi mili jo ole fole likh rehay ho?
Re: Almost perfect…
naa.. meray gher main aur DERBA khali nahi hay…![]()
Re: Almost perfect...
ager 5 jamatain bhi paas ho tu naam k neechay likha parh lo
waisy Allah jhoot naan bulwaai to primary school main gender symbols nahin sikhain thin kisi nain
Re: Almost perfect…
ajj waqaee koi kaam nai mujh ko ![]()
**fara: **apna darba khali karr do ![]()
Re: Almost perfect…
kyun kia dhamkooN kay zakhair bhee mukk gayee hain?
Re: Almost perfect…
chal yaar mabrook ka kaam advance main kar day… like u said phir chakkar nahin lagana pary ga
Re: Almost perfect...
waisy Allah jhoot naan bulwaai to primary school main gender symbols nahin sikhain thin kisi nain
tu abb tuk nahi seekhein?
Re: Almost perfect…
hum aap k zamanay ki baat nahi ker rehay.yahan tu gr4 se sex edu start ho jati hai aur us main symbols batatay hain:naraz:
Re: Almost perfect…
:k: aap to bary zor-o-shor say hamlaa karti hain ![]()
Re: Almost perfect…
OYE mujh koo malik ul mout kahtay hoo…
main tum loogon kay anday khaa gaya hon ![]()
Re: Almost perfect…
meray derba sirf mera hay…moon dhoo kay rakhoo
Re: Almost perfect…
mohtarmaa aqal shareef ko wapis bulaain… itni ghaas bhi achi nahin hoti…
ye unn ki post kay response main thi ![]()
Re: Almost perfect…
kabhi kabhi… sakoon wali bandi hoon normally … when u see me in cafe … jan lain tabiyat kharrab hay… lol
Re: Almost perfect…
acha … sachi ![]()
isi liye aaj kal kay bachay kharaab ho rahy hain
Re: Almost perfect…
mujse nahi huti sahi sahi flooding … han nahi tu
Re: Almost perfect...
chal yaar mabrook ka kaam advance main kar day... like u said phir chakkar nahin lagana pary ga
waisay umer tu chacha ki ho gayee hai.saat bar janum lay chukay hain ab mun n payoon latkaiy baithay hain kisi k intizaar main.
Re: Almost perfect…
waisy aap ka astabal kidhar waqyaa hai ![]()
![]()
Re: Almost perfect...
waisay umer tu chacha ki ho gayee hai.saat bar janum lay chukay hain ab mun n payoon latkaiy baithay hain kisi k intizaar main.
inkay sapnooN ki rani ya mal-ul-moat?
Re: Almost perfect...
mujse nahi huti sahi sahi flooding ... han nahi tu
fikar nahin karin... aaj hamara bhi pehlaa din hai...
aur wo bhi bachat iss tarhaa ho rahi hai kay koi asal flooder moujood nahin...
ye mabrook sahibaa bhi meri tarhaa nai hain
Re: Almost perfect…
waisay main bhi aaj first time ker rehi hoon.actually chacha was racing with me k kon 1k posts pehlay complete kerta hai.ye chacha bhi bus…![]()