Re: Allah Hafiz
Tau “**mein aur khumar shaadi kar rahey hainnn” ki statement dil dehla rahi hy:halo: **
Re: Allah Hafiz
Tau “**mein aur khumar shaadi kar rahey hainnn” ki statement dil dehla rahi hy:halo: **
Re: Allah Hafiz
kyon jee? do do valeemay kis khushi main
jin ko shaadi main shirkat karni hai woh bas canayda aa jain :whistling
ps i was gonna say england? :aq: ![]()
Re: Allah Hafiz
yaar aab kya karoon itney dost hain humaray ![]()
kharcha to tum ney uthana hai na, koi baat nahi ![]()
ASN - ![]()
Re: Allah Hafiz
que ![]()
Re: Allah Hafiz
yaar wasn’t it better if i was just a hermit…khanay par itnay paisay to nahin kharch karnay parain gay ![]()
anything for you ![]()
Re: Allah Hafiz
Good luck
and
khumar se shaadi naa kerna kisi achey se larkay se ker lena ![]()
P.S. you know ke khumar is psychotic ![]()
Re: Allah Hafiz
![]()
samaj ki deewar banay say baaz to nahin aati na
![]()
Re: Allah Hafiz
Allah Hafiz and Fi Amaanillah
Re: Allah Hafiz
fikar na karo shaadi bhi ho gi valeemay bhi hon gay ![]()
filhal sirf mangni hai, haina khumar ![]()
Re: Allah Hafiz
teeheehee ![]()
jab main bara admi ban jaon gi na to phir tent shent laga kar hum daigain pakwain gain ![]()
Re: Allah Hafiz
^ thori confused lag rahi ho aaj ![]()
Re: Allah Hafiz
yaar mangani karwanay jaa rahi hoon…koi choti baat thori hai :pcg:
Re: Allah Hafiz
kis ki karwa rahi ho
mein sumjhi karney ja rahi ho ![]()
Re: Allah Hafiz
haan na baba wohi baat ![]()
baat ki paichidgi ko nahin samjhati tum ![]()
Re: Allah Hafiz
MSL achay say jao aur achay say aoo:waves:
aur khumaar yeh tum ne acha nahi kiya:vivo:
Re: Allah Hafiz
khumar you cheated on me
![]()
have a safe trip msl ![]()
Re: Allah Hafiz
hv loads of fun:hugz: