ALLAH HAFIZ

Re: ALLAH HAFIZ

bilkul lay aaiN… aur sub se pehlay mujh se introduce karwayeN… :love:

Re: ALLAH HAFIZ

woh kyoon ji

aap ne khud koi apni intro di hai mujhe kia
mero mom sirf Aisha ki amma se mile ghi

Re: ALLAH HAFIZ

kisi pe ilham touRi hota hai… aap ko jo jo information chahey ask… maiN Khuda kho hazir nazir jaan k jo kahoNga such kahonga aur such k siva kuch na kahonga.. :jhanda:

Re: ALLAH HAFIZ

MOH meri ammi hi hain:blush:

Re: ALLAH HAFIZ

woh tu Heer ke aami haiN… :snooty:

Re: ALLAH HAFIZ

han to?