Re: ALLAH HAFIZ
[quote=LONE RANGER]
Ayesha, tum kiyun aisay thread khool khool kar logon kay dil toorr daitee ho… ![]()
Aray baba tum tou tum ab tou tumhari Mamma bhi aagaii hain GS par (Chachi Jaan kay baad) aur shayed thoray dinoun main tum Dad ko bhi majboor kar dou gi kay woh bhi GS par regiserter ho jain… ![]()
Mujhay tou aisa lagta hey
kay jaisay IBRAHIMI RESTAURANT main tum logon ka aadha share hey kahin jald hi GS bhi tum login ki aadhi milkiyat na ho jaey… ![]()
hahahahahahahahahahahahahahahahahah
asiha ji mujhe aap ki mom yaha aati hai mai apni mom ko bhi le aao dosti ho jaye ghi dono ki aik hi age ki hai dono …baqi sub to bache hai yahaa
aisha ki amma bhi hai yahaa
Koi aur Web Site dhoondnay Jaa’ing
j/k