ALLAH HAFIZ

Re: ALLAH HAFIZ

Ayesha, tum kiyun aisay thread khool khool kar logon kay dil toorr daitee ho… :cb:

Aray baba tum tou tum ab tou tumhari Mamma bhi aagaii hain GS par (Chachi Jaan kay baad) aur shayed thoray dinoun main tum Dad ko bhi majboor kar dou gi kay woh bhi GS par regiserter ho jain… :smiley:

Mujhay tou aisa lagta hey :ahaa: kay jaisay IBRAHIMI RESTAURANT main tum logon ka aadha share hey kahin jald hi GS bhi tum login ki aadhi milkiyat na ho jaey… :eek:

Koi aur Web Site dhoondnay Jaa’ing
j/k

Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey…