All Unnominated Guppies !!!

Re: All Unnominated Guppies !!!

Sahi kah rahain hain aap dana logon main say hain.

Kaam mazay kay liaay shuru kia gia tha na kay dilon main nafraton kay liaay ya nachaqi kay liay.

Hum to bhai such ka sath detay hain aur kisi ki party naheen bantay jub mamla jhagr'ay ka hot to insaaf ka saath detain hain.