nahi te na sahi.. lekin iska matlab hai ke aaenda khaane se pehle main aap se poochoon ke aap kya khane lage hain..?
ji nahi.. i had 2 slices.. i only had breakfast this morning.. aur kcuh nahi khaya din mein.. so u can imagine how hungry i was.. thas y i took 2 slices..n no.. i didn’t share it wid ma mom.. ma mom had desi khana..
kitne slices khaane ka plan hai aapka..?
Nahi, sirf weekend par poocha karo jab hamari baat hoti hai aur hum dono same time par khaana khaaney lagtey hain Mashallah sey 6 khaa chuka hoon, 2 aur ka plan hai Nazar na laga dena
chalo.. theek hai.. weekend mein main aapko pm bhejoongi.. lekin agar main lunch karna chahti hoon.. aapka breakfast hoga.. aur mera dinner aap ka lunch hoga.. phir kya karein..? aur ho sakta hai ke jab main aap ko pm bhejoongi breakfast ke liye.. aap so rahe hon..? phir main aap ka intezaar karoon.. jab tak aa uthenge.. bhooki marr jaoongi..
mashallah mashallah.. aap laddoo nahi banney abhi tak..?
Yaar issey itna complicated kyon bana rahi ho aisa karna, saturday ka poochney k liye friday ko PM karna aur Sunday ka poochney k liye saturday ko PM karna Mein ammi sey pahley hi pooch loonga k weekend par kia bananey ka program hai
Mein larki thori hoon jo mujhe khud pakaney ka kah rahi ho Bachpan sey ab takk ammi banaati rahin, phir shaadi ho jaye gee aur meri biwi banaya karey gee Kabhi kabhi khud bhi paka leta hoon, choti moti chezein tou khud bhi bana leta hoon
is mein larki wali kya baat hai..? aur mujhe kyun maar rahe hain..? maine koi ghalat baat ki hai..? its a normal thing for a guy 2 cook..
bajpan se aaj takk.. aap ka bajpana kabhi gaya bhi hai ke nahi..?
is mein funny wali kya baat hai..? agar aap ko funny lagi hai to main kya karoon..? main to bass aise hi keh rahi thi..
aur aap mujhe phir maar rahe hain.. aapko maarne mein mazaa aata hai kya..?
Mujhe aisey hi nahi lagg raha tha, tum itna tou paaglon ki tarha hans rahi theennnnnnnnnnnnnnnnnn aur haan mujhe larkyon ko maar kar rulaaney ka bara maza aata hai