you have been answered before righthere. Kuch tou sharam karo yaar.
woh jin ki ghood may hujoor-e-akram as nay wafat pai, un kay khalaf jhoot baknay walay sharam tum ko magar nahi aati.
woh jin ki baraat may ayah nazil hovey un kay baray may jhoot bolnay walay sharam tum ko magar nahi aati.
woh jin ko quran ahlul bait khay kar mukatib karay un pay bothan laganay walay sharam tum ko magar nahi aati.
jis kay baray may rasool pbuh kahain kay agar meray baad koi rasool hota to umer ra hotay us hasti par jhoot bolnay walay sharam tum ko magar nahi aati.
jis koo hujoor pbuh apni jaga namaj parahay ki ijajat day, un to munafiq khanay walay sharam tum ko magar nahi aati.
jis nay kabi hey nahi kaya kay wo imam hain, wasi hain, muskil kusa hian, ghaib ka ilm jhantay hain our jis nay sahabi ki muhabat may apnay bachoon kay nay bhi un par pakhay us par jhoot bandnay walay sharam tum ko magar nahi aati.