:::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

nahi naa google ne khali yehi diya thaa:bummer:
mein ne to copy paste kiya hia khali

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

Shikray stop PMing me :mad:
if you have questions - ask them here - yourself :naraz:

Now he wants me to ask;

***Was marjeena gori or sanwli salooni ***:love:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

What can I say? Thank you James uncle :bummer:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

no problem buddy :omg:
aur bhi kuch poochna hay tu pooch lo :wink:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

ghar ka bhaidi lankaa dhaai :stuck_out_tongue:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

iss ka khulla lay kar kyaa karoo gi ? :konfused:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

abay jiss baat kay baray main pata na ho
uss kay baray main boolay mateee :smilestar:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

ab mein khud apney mounh sey kia poochoon, aap ko hi PM karta rahta hoon, yahan aa kar reply parh liya karoonga :bummer:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

ye to shakespeare kay aik novel ka khulasaa lagtaa hai

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

kam aqal unkal lagta hai samjh nahin aai :stuck_out_tongue:

aik aur lo: khisyaani billi khambaa nochay :stuck_out_tongue:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

behan u solved the problem:halo:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

laikin woo subb questions tu main idhar post nahi kar sakta :bummer:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

hello there :waves:

how r u… jaag gai masharaqi loug.

i have an exam shortly… say a few prayers plz.

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

main soi kab thi its 4 :35 am waiting for fajr other wise i will miss it …sach bol rahi hoon thori musalmaan main bhi hoon yahan ki life aaisi hai din ko so raat ko jago :slight_smile:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

K337
kidher ki life?

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

marjeena was intehaie sangdil haseena :naraz:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

^how do you know marjeena was haseen?
Tum nay uss ko dekha tha? :aq:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

Ji haan woh bachpan main meray saath kainchay khailti rahi hai :snooty:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

acha to tum hassen theen ke marjeena ? :aq:

Re: :::~ Ali baba aur chaalees choRoN waali Marjeena ~:::

I was haseener than marjeena.. of course :barbie: