~Aladin Ka Charagh~

Re: ~Aladin Ka Charagh~

apnay hathoon ko control mein rakho aur meri sharafat say najaiz faida maat uthao :aj:
Agar mein kuch bool dia to phir roo gi dhuwan Dhaar aisay :cryb:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

me rone walon mein se nahi hoon :smilestar:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

lagta hay tumhain sharafat key zaban samjh naheen aati hay :emmy:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

nahi ati :smilestar: kya kar loge :smilestar:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

mere pass charagh hota to i will become invisible :balley:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

agar mere paas charaaGh hotaa to maiN paataal meN chhupii apni maHboobaa DhoonDh kar nikaal letaa...hahaha

Re: ~Aladin Ka Charagh~

agar mere pass charagh hota to me aapko paataal mein dafna deti :hehe:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

agar mere paas hotaa to amiN tumhaarii shakl dekh kar fauran bhaag letaa...wallah, Khaak na paaoge! hehe

Re: ~Aladin Ka Charagh~

agar mere pass hota to mein aap ko bhoot banglay mein poncha deti.

Re: ~Aladin Ka Charagh~

lo, kar lo baataaN! ... ab tum se mil liyaa to tum jahaN ho usse baRaa bhoot bangla aur kahaaN hogaa? hahahahahaha

Re: ~Aladin Ka Charagh~

i m not bhoot :@: i m churail :rotfl:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

hahaha...khodaa pahaaR magar choohiyaa kii jagah hathni nikli lol hehe

Re: ~Aladin Ka Charagh~

mera jee chahta hei k mein aj or kar pak chali jaon :blush:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

mere pass charagh hota to me aleesha ko pak bula leti :hug:;

Re: ~Aladin Ka Charagh~

u sure k u churail !!

Re: ~Aladin Ka Charagh~

mere pass charagh hota to me bahut mastiyan karti :balley:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

mery pass charagh hota tu us ko teen daba main sale kar deta lol ...!!

Re: ~Aladin Ka Charagh~

is thread pe humain yeh gana yaad agaya


saari dunya tujhe ghuamaon agar miljaye ALADIN KA CHIRAGH, ALADIN KA CHIRAGH"


used to come on stn....haye :(

Re: ~Aladin Ka Charagh~

:omg: yeh konsa gaana hai :konfused:

Re: ~Aladin Ka Charagh~

neeche nahi parha kya likha hai