Re: al khobar
main danday sey kabhi naheen maarteen…main sirf apney pyar bharay thappar deytee hoon logoon ko..![]()
well..u won’t recognise me..but i might recognise u…![]()
**aww…
…u meant petrol is cheap…hana?:aq: ghooring…u better say yes…
shukar hai:hayaa:kisi ney toh aisa kaha…
awww..
..thankoooo…thankooo
mujhay bhi abhi naashta banaana hai abbo k liyey…phir siblings k uniforms tayyar kernay hain..phir khud tayyar hona hai college k liyey…
take care all
Allah hafiz:waves: