AkSar ...

Re: AkSar …

Fbi don’t do that.

I was like you I use to be nocturnal. Now I can’t go to sleep in night. which is not good for health.

Please change your habbit otherwise you will parayshan like me.

Jub so naheen sakain to kuch kar bhi naheen saktay raat kay waqt is liaay kay sub so rahay hotain hain aur raat kay waqt halka shor bhi bohat taiz lugta hai sub ki neend kharab hoti hai.

Phir letay bhi naheen raha ja sakta musalsal jagti halat main. Is tarha bohat parayshani hoti hai.

Us ka hal yay nikala main nain kay raat ko gupshup visit karti hoon.

Main bhi raat bhar par’ha karti thi din ko soya karti thi. Adat bun jati hai phir.



For the person who was making fun of FBI.


Nocturnal insaan bohat ziada sukoon main par’hanay kay adi hotay hain wo sukoon sirf raat kay waqt hi mayassar aa sakti hai is liaay wo raat ko par’htay hain.


Wo rutta laganay kay bajaay samajh kar par’hna chahtay hain.


Baaz ko raat ka waqt bohat pasand hota hai. Mujhay bhi. Main apna her kaam raat ko hi kiaa karti hoon.