akhir is main mera kya kasoora hai!

Re: akhir is main mera kya kasoora hai!

har waqt. hamesha. pichlay itna salon say kehti aa rahi hoon :teary2:

dekho, tum ab sari larkiyon say baat karna chor do. yeh serious mamla hai, pehlay hi hamara rishta itna tense hua hai. tum yeh to nahin chahti na keh yeh rishta toot hi jaye?

jee, aap to itnaaaaaaaaaaay baray man hain na :blush: :blush: :layd:

nahin to kya main hathi hon gi :mad: