akhir is main mera kya kasoora hai!

Re: akhir is main mera kya kasoora hai!

jaan, tum mujhe bas abhi angoothi pehna do, main tumhari har baat maan loon gi.

dekho dekho, mujhe tumhari sab chalain samajh aa rahi hain. tum chahti hi yehi ho keh mera aur iftikhar ka break up ho jaye takay tum us say shaadi kar lo :mad: kal nahin main paida hui thi :grumpy: