akhir is main mera kya kasoora hai!

Re: akhir is main mera kya kasoora hai!

dekho jee, pehlay dorain aap nay hi dalain thin meray un par. woh becharay itnay bholay, un ko kya pata aap us kay peechay us kay maal ki wajah say pari hain :mad:

dekho jaan baat samajhnay ki khoshi karo. main tumhain khud say afford nahin kar sakti na. iftikhar say shadi kar kay jo salami kay paisay milain gain na, un say hum dono shadi karain gain, theke?