Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
^^ Or Chichinia ky sadar bhi tashreef lay Jnhon ny chandi ka chamcha chacha ko or china silk ki chadar chachi ko tuhfatan di.(Tahif dyty hoy pic too)
PS: Or phir Chacha Ghalib ny chachi ghaliban ko Chandi chawk main chandni rrat ko chandi ky chmachy sy Chawal ky sath chatni chatai:D
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
TLK
May 7, 2008, 8:01pm
23
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
:D We gonna wait for AQ to make this page sticky also, cause its a very important topic
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
AQ
May 7, 2008, 8:06pm
25
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
in your dreams… this thread at the most can go to akhbaar-e-jahaaN for publication in shaadi waala safhaa:chai:
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
ooy ooy you backbiters
i wasn’t paying attention to this thread as i was posting in those stickies so i didn’t know i had become the topic of the thread…
now let me read those posts and reply in detail
AQ
May 7, 2008, 8:10pm
27
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
jee nahi mujhay koi shoq nahi baygaanay ki shaadi main abullah dewana bannay ki barbie
laikin tumharaa naam abdullah naheeN hai.. tum bhool rahi ho
TLK
May 7, 2008, 8:10pm
28
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
I can see the caption
AQ kee shadi to nahi anjaam pa’i, lekin facebook main un kaa eik bachcha paidaa ho’aa ahi … Aq kee apnay buchchay kai saath eik tasweer
TLK
May 7, 2008, 8:10pm
29
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
dair aayad, ghalat aayad
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
yes motivated to get married
bohat saari qoumain jee jee karnay waly masheeron ki waja say barbaad ho gain
^^ I can visualize the caption
Chacha Ghalib kee shaadi Chachi Ghaliban sai, Chicha Watani main anjaam paa’i
yaar Allah tumhari zubaan mubarak kary
aur to koi problem nahin par yaar cheecha watni main garmi thori zayada hoti hai
koi aur chay wala lafz reh gaya ho to wo bhi likh marin
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
DO you know someone personaly who had their picture published in that page ..
Karachi kay Saleem Kashif kee shadi, Zohra khatoon say anjaam pa'ee. Dulhaa aur Dulhaan kee tasweer, oon kay ehbaab kay saath.
Would you send your picture, with your spouse to be published ..
Why not :ASA:
what is difference between akhbar and akhbaar
AQ
May 7, 2008, 8:15pm
32
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
actually it will have the pic of super munna with jaangiyaa on top of pants people will guess bacha kiss ka hai… they would not believe AQ had anything to do with that …
P_G
May 7, 2008, 8:18pm
33
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
is ley main dewaane naahi smilestar
TLK
May 7, 2008, 8:21pm
34
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
koi aur chay wala lafz reh gaya ho to wo bhi likh marin
Eik chay wala lufz reh gayaa thaa, par likh diyaa to AQ post move kerday gaa :D
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
koi nahin shair bano aur likh do… jo ho ga daikha jaai ga
TLK
May 7, 2008, 8:26pm
36
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
AQ bhai kay Froum main, I better be a choo’haa
opps I said the chay word
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
yes motivated to get married
bohat saari qoumain jee jee karnay waly masheeron ki waja say barbaad ho gain
yaar Allah tumhari zubaan mubarak kary
aur to koi problem nahin par yaar cheecha watni main garmi thori zayada hoti hai
koi aur chay wala lafz reh gaya ho to wo bhi likh marin
Ji han chichory
Mandarja bala main Agar rado badal ky bad kahin “T” lag jaay tu move ho ga na:wink:
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
TLK
May 7, 2008, 8:32pm
39
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
on a second thought i wouldn’t want to know wot is going on in GN’s head