Re: Akhbar-e-JahaaN main shadi wala page
bewakoof lagtay hain mujhay jo apnee ityee piyaree wife ki tasveer akhbaaroon main chpwa daytay hain
log kia kertay hain us page ka ...?
us per samosa rakh ker khatay hain or woh bhi chatnee dal ker
or tandoor wala rotiya bhi dayta hay us page main kabhi kabhi
smack