Re: AKBAR BADSHA IN CAFE…!
hum is waqt koi ladki wadki nai hain hum badshah salamet hai in female version ok.tumharee koi feryaad hai to batao aur us jodha ko rehne do wo kamli hochuki hai uski bato mein na aana …
decent fellow urf sherfuu :- tumse humein yeh umeed na thi aye mere masoom se wazeer ke tum bhi humare riyaset ko yu daag lagao ge hume aik gana nai suna sake .hum boht dil bardaashta huye.![]()