Re: akar bakar bambay booo… help!
We learned a slightly different version of this.
Das pattey tore te
Ek patta kacha
Hiren ka bacha
Hiren gayi paani mein
Pakro uski naani ko
Naani gayi jail mein
Hum gaye rail mein
Rail mein khaaye biscuit
Biscuit bare kharaab
Humne pee sharaab ![]()
Sharaab bari achi ![]()
Humne khayi machi
Machi se nikla kaanta
Abbu ne maara chanta
Chanta bari zor ka
Hum ne khayi polka
Polka bari thandi
Hum gaye mandiiii
Also this one ![]()
Mota pet
Sarak pe let
Gaari aayi
Phat gaya pet
Gaari ka number forty-eight ![]()