Re: akar bakar bambay booo... help!
Chanda mamoon door ke
Baray pakaey boor ke
Ap khain thali mea....
Munnay ko dain piyali mea.
Piyali gaee toot .....
Munna gaya rooth .
Laien ge naee piyaliyan.
Baja baja ke taliyan.
Munnay ko manaein ge.
Hum doodh malaee khaein ge.
:) :) :) :)