Re: aj ka topic innocent zardari
is main hansny wali bat kon c hai
main ne un se tumhari bat kr li hai
tum keh rhy thy na part time job krni hai so u enjoyyy
Re: aj ka topic innocent zardari
is main hansny wali bat kon c hai
main ne un se tumhari bat kr li hai
tum keh rhy thy na part time job krni hai so u enjoyyy
naheen yaar Maliha already yahi kaam kar rahi hay ![]()
Zardi ji agar aap ke safai wali nahi hay to queen maliha ko job de do :D
oay safai k chakar ma apni dulai na karai lana
khud hi likha tha ke us se kuch kehna chahty hain to mein ne keh diya
Oh
likha tha k “agar safai wali nahi hay” typing mistake plz ignore
Exactly … thread open karnay ka buhat shouq hay leekan itnay achay achay jawab par bura maan jati hay Aunty ![]()
Re: aj ka topic innocent zardari
Bilkul theek kaha hay :k:
Zardi ji agar aap ke safai wali nahi hay to queen maliha ko job de do :D
or agar garian saaf krnay or bartan dhulwanay waly ki zaroorat he to LKK apki khidmat men hazir he
Re: aj ka topic innocent zardari
whts happennign here?
Re: aj ka topic innocent zardari
LKK zardari k bartan dho kr unki khidmat krna chahta he
Or agar aap ne mangi unwani ho to sara ko bata do. free me un dy gi ![]()
Re: aj ka topic innocent zardari
or agr apni begam ko ooper koi message bejna he to lkk hazir he isko bej do
khushi khishi jaye ga
marnay ka kam mera hoga........
oye zardari maji pr nhi sota wo sadar he hamara aalishaan bed pr sota he
Dekha
tum us ke ghar zaroor kam kr chuki ho isliyeh tumhay pata hay
Re: aj ka topic innocent zardari
han g mjy zardari ne 1 zabardast dawat pr bhulaya tha bohat saray khanay pakwaye mery liye..........but u ki kismat men kahan
u to tassawur hi kr skty ho
Re: aj ka topic innocent zardari
Haan mein tasawar kr raha tha k u bartan manjing and i'm u ko dekhing or smiling :D
Re: aj ka topic innocent zardari
for ur kind information bartan manjnay k liye apko beja he ap ne minnat samajat ki thi k part time job lgwado chahay zxardari k bartab dhonay prain
salary to kafi milti hogi ![]()
![]()
Re: aj ka topic innocent zardari
chal jhooti
mein to waha tha hi nahi ![]()
Re: aj ka topic innocent zardari
mainy abhi dekha he apko bartan dho kr aye hooo
1 bat btao zardari k ger bartan dhonay k liye konsa sabun istamal hota he
Re: aj ka topic innocent zardari
meujeh to tum koi nashaain lagti ho behki behki batain kr rahi ho
Re: aj ka topic innocent zardari
lgta he tm ne chars pii hui he is liye kuch samaj nhi aa raha