Re: Aisey Hai Zindagi Karna
asal may is shair may shaier nay yeh kaha hai k dunia may har zamanay may loag mohabat k mukhalif rahay hain, is liyay woo kehtay hain k aaj kal phir tabiyat pay mohabat ka asar ghalib hai…abb sirf gujjaz he tu zidi nahi hotay…ashiq bhi zidi hotay hain ![]()