Aisa nahin keh muhabbat nahin mili ...

Re: Aisa nahin keh muhabbat nahin mili …

haaye Allah, tumhaarii ammii ne to meraa raaz khol diyaa…meraa salaam kahnaa unko :slight_smile: vaise, kahne ko to aur bhii bahot kuchh kahaa jaataa hai to kia vo bhii saHeeH hotaa hai? :smiley: