Re: Aisa nahin keh muhabbat nahin mili …
OMG…they can go THIS far, i didn’t know that! ufff…mere Allah!
log Ajmer Shareef kahte haiN, mizaaj shareef kahte haiN to yehii soch ke Kaddu shareef bhii sun luuNgaa.
lol…maiN shock zaroor huaa magar itnaa bhii nahiiN k alaan falaan kahuuN lol. dunyaa meN har taraH ke log hote haiN. sab ko bardaasht karnaa hotaa hai! ![]()