Aisa kyun??

Re: Aisa kyun??

^^ aisay :hug:

tum bhi milo na mujh say aisay :hugz:

Re: Aisa kyun??

^ BIb ko keh rehay ho :cb:

Re: Aisa kyun??

BIB ko aisay :hug:

aur tumhay aisay :hugz: bhagnay nahi donga :blush:

Re: Aisa kyun??

^ buri baat, aisi baatein nahin kurtay IQ :nono3:

Re: Aisa kyun??

^ buri tou nahi pyar bhari baat kahi hai :halo:

p.s. that hug was pg 13 rated :smiley:

Re: Aisa kyun??

BIB sab larkiyan hain list main :hoonh:

Re: Aisa kyun??

^^

note : only PPL who have left GS !

Re: Aisa kyun??

larkon ne bhi chora hai GS :mad:

Re: Aisa kyun??

HOW COME YOU DONT DO WEBCAM CHAT WITH ME ON YAHOO
LIKE YOU USED TO DO - ALL THE TIME :frowning:

Tum buhat change ho gaiey hoo BiBooo :blush:

Re: Aisa kyun??

uncle jee main yahoo use hi nahi karta naaa.. samjha karo

yahoo waliaan pareshaan karti hain :blush:

Re: Aisa kyun??

Unn WaliyooN koo SaaliyooN main convert kar dooo :smokin:

Re: Aisa kyun??

hehehhehe BIB tum larkon se webchat karte ho :p

Re: Aisa kyun??

Hai Allah mian. Aj kaisey kaisey inkeshaaf ho rahay hain mujh pay?

ansoo bhari ankhain

Re: Aisa kyun??

magar much ro raha hain kahin :p

Re: Aisa kyun??

Woo sirf hamari Bradaraana aur doostaaNa mohabbat hoti hay :rolleyes:

NW - tum apna dill chota mat karoo pleej :hug:
offering roomal

Re: Aisa kyun??

lolz chalen phir thek hai :p waise woh chalen chore ;)

Re: Aisa kyun??

Munday, Ziada baqwass karnay ki zaroorat nahi hai. eenth maring

James uncle, Thankyou. sniff sniff

Re: Aisa kyun??

hai jalim khatoon :bummer: waisi bari taqat war ho itti bari eent mari

*Dm neeche beth jain JB pai ko lagi Eent *

Re: Aisa kyun??

Zalim to main hoon. :blush:

DM to pakar kay dosri eenth us kay sar pay maring aur James uncle ko bhabhi kay paas chor kay aiing

Re: Aisa kyun??

BIB ab konsa naya raaz afshaN karnay walay ho. Pehlay hi tumharay karnamoN say bohat sarooN kay dil chatakh gae haiN :D