Ab tumhain pata chala na k baghair bataey khisakney ka kiya nateeja nikalta hey Woh mera hi aadmi tha jis ney tumhari… :roman:
Ayenda Khayal rakhna bachooo… Waisay tou main tum dounu say yahan Dubai main nimtoun ga… Khi main kub tak rukoo gey - I am flying on 5th April (night) on Neeli Airline
Mera mobile Karachi main bhi kaam karay ga - mujhey SMS kar daina