Aik Shair Apki Pasand Ka

Re: Aik Shair Apki Pasand Ka

parakhna mat parakhnay se koi apna na rehta,
kisi b aiinay mai derrr tak chehra nahii rehta,,,
baray logon se milnay mai hamesha fasla rkhna,,,,
jahan darya samundar se mila darya nai rehta,,,,,,