Aik Shair Apki Pasand Ka

Re: Aik Shair Apki Pasand Ka

JUGNU ko QAID kar k MUSKARAYA na karo,
ROSHNI ki KHATIR kisi ka dil jalaya na karo,
SITAM karna hai karo par itna na karo!
YAD nahi karsakte to YAD aaya na karo....